Titli Ke Naam
Ek masoom sa chehra ore nadaan dimag hai
Pak daman pyari zeenat sawari hai
Lab e alfaz khamoosh jab farmati ha
Sonchta hu kaise Qudart ki kalla hai
Apna girebaan peked kar chalti hai
Yeh sab khoobiya kyuki binte Aadam hai
Ladna jagadna jagad kr palatna
Isi nadaan adat pe hum uspe fida hai
Taha teri takdeer mai ho to sawarna
Bana lena titli ko zawj e muhatram
Karu bs dua Rub se ye meri sada hai
Dikha duga sabko ye meri kalla hai
Mudatay hue ore wo milay be nahi
Shayad ye sabr k imtihaan ki gadi hai
Miljaye wo jab hum dukhda sunatay
Kin sakht raastu se hum guzartay hai
Kabhi wo naraaz hotay hai humse
Waja kya hai humko pata be nahi hai
Manaata hu sub kuch bhool kr mai unko
Yehi meri sb se alag ek kalla hai
Dil mera nuzuk hai par wo bay khabr
kya guzarti hai muj pe uska kya pata hai
Milne aye thay unke dar par ek aash lekar
Dard mit jaye ge saare unse is baar mil kar
Naseeb acha nahi tha hum mil na paye unse
Wo roothe be tab jb hum pukaray unka naam lekar
Khabr unhay be hai hum aye thay unkay darwazay par
Shayad milna nahi tha isiliye khamoosh thay hamari is sada par
Pyar kam nahi hota Taha ki dil se kabhi
Wo dil be cheer de to phir be Titli pukaray ga muskara kar
Comments
Post a Comment